IslamicLove♥

All About Islam



ا لسَـــــــلاَمُ عَلَيــْــكُم وَرَحْمَةُ اللهِ وَبَرَكـَـاتُه

Saad bin Waqas Radi allaho anho se
rivayat hai ki hum Rasoollallah
Sallallaho
Alaihey wasallam ke paas they Aap
Sallallaho Alaihey wasallam ne
farmaya
kya tum mein se koi aajiz hai Hazar
nekiyan roz karney se, Aapkey paas
baithney waley ek shaksh ne pucha
hum
mein se koi hazaar nekiyan kaisey
karega
to Aap Sallallaho Alaihey wasallam ne
farmaya 100 baar Subhanallah kahey to
1000 nekiyan uskey liye likhi jayegi aur
1000 gunaah mita diye jayangey

Sahih
Muslim , 6852

no caigas en la tristeza lleva a que te lamentes por el pasado, a que tengas desconfianza del futuro y a que desperdicies el presente porque puedes lograr lo que deseas si te empeñas el esfuerzo tiene su recompenza y podria ser lo que soñaste.

no caigas en ella. la tristeza contrae el corazón, frunce nuestro ceño, debilita nuestro espíritu y desvanece las esperanzas.

porque la tristeza complace a tu enemigo, enfurece a tu amigo y regocija al envidioso.

Luego de toda dificultad viene un alivio, y ciertamente que luego de toda dificultad viene un alivio. Cuando estés libre [de ocupaciones] dedícate a adorar a Allah, y confía todos tus asuntos a tu Señor.”(Corán 94:1-8)

safsafsw0rld:

Ameen

safsafsw0rld:

Ameen

(Fuente: abuhanifah, vía saymanshallah)


Jo Shakhs Quran Pak Poora Kare, phir Dua Maange To 4000 Farishte Dua pe Ameen Kehte aur Us k Liye Maghfirat Mangte Hyn. (Roh-Ul-Biyan,J -3,P157) Nabi Karim Sallallahu Alaihi Wasallam ne Farmaya:… Dunya Momin ke liye qaid khana&Kafir kay liye Jannat hy. (Sahih Muslim)JADU or tamam musibato se bachne ka Anmol or Aasan Wazeefa: Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya”Jis ne”SURAH e BAQRA”ki Aakhri 2 Aayat Raat me parhi wo usay har Aafat se Bachane k lye kafi ho jainge”(BUKHARI H#5009) “Jo shaks iltajaye nigaah ko nahin samajh sakta uss ke saamne apni Zabaan ko sharminda mat kro”. [Hazrat Usman R.A]

Jo Shakhs Quran Pak Poora Kare, phir Dua Maange To 4000 Farishte Dua pe Ameen Kehte aur Us k Liye Maghfirat
Mangte Hyn.
(Roh-Ul-Biyan,J -3,P157)

Nabi Karim Sallallahu Alaihi Wasallam ne Farmaya:
Dunya Momin ke liye qaid khana&Kafir kay liye Jannat hy.
(Sahih Muslim)

JADU or tamam musibato se bachne ka Anmol or Aasan Wazeefa:
Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya”Jis ne”SURAH e BAQRA”ki Aakhri 2 Aayat Raat me parhi
wo usay har Aafat se Bachane k lye kafi ho jainge”(BUKHARI H#5009)

“Jo shaks iltajaye nigaah ko nahin samajh sakta uss ke saamne apni Zabaan ko sharminda mat kro”.
[Hazrat Usman R.A]


Madani Aaqa Sallalaho Alayhi Wasallam ne irshad farmaya, Allah ta’ala ne mujhse farmaya,ki Mujhe apne izzat wa Jalaal ki kasam jiska nam tumhare naam par hoga usey dojakh ka azab na dunga. (Ahkame Shariat Jild 1,Safa 81)… . Madani Aaqa Sallalaho Alayhi Wasallam ne irshaad farmaya, Jiske 3 Bete paida ho aur wo unme se kisika naam Mohommad na rakhe to jarur Jahil he . (Tibrani sharif,Ahkame shariat,Jild 1,Safa 83) . Madani Aaqa Sallalaho Alayhi Wasallam ne irshad farmaya, Beshaq ! Tum roze Qayamat,yani Qayamat ke din apne namo aur apne Bapo ke Naamo se pukare jaoge tuo apne naam ache rakha karo. . (imam Ahmed,Abu Dawood,Jild 3,Bab 485,Hadees 1513,Safa 550) . Madani Aaqa Sallalaho Alayhi Wasallam ki Aadate kareema thi ki aap bure nam badal diya karte the. (Tirmizi sharif Jild 2,Bab 335,Hadees 746,Safa 301,Abu Dawood,Jild 3,Bab 486,Hadees 1517,Safa 551) . Hazrat Abdullah ibne umar radiallaho anho se riwayat hai ki Madani Aaqa Sallalaho Alayhi Wasallam ne irshad farmaya Allah ta’ala ko tamam namo me se Abdullah aur Abdurrahman subse jyada pasand hain. . (Abu Dawood,Jild 3,Bab 485,Hadees 1513,Safa 550)

Madani Aaqa Sallalaho Alayhi Wasallam ne irshad farmaya,
Allah ta’ala ne mujhse farmaya,ki Mujhe apne izzat wa Jalaal
ki kasam jiska nam tumhare naam par hoga usey dojakh ka azab na dunga.

(Ahkame Shariat Jild 1,Safa 81)
.
Madani Aaqa Sallalaho Alayhi Wasallam ne irshaad
farmaya, Jiske 3 Bete paida ho aur wo unme se kisika naam Mohommad na rakhe to jarur Jahil he
.
(Tibrani sharif,Ahkame shariat,Jild 1,Safa 83)
.
Madani Aaqa Sallalaho Alayhi Wasallam ne irshad farmaya, Beshaq ! Tum roze Qayamat,yani Qayamat ke din
apne namo aur apne Bapo ke Naamo se pukare jaoge tuo apne naam ache rakha karo.
.
(imam Ahmed,Abu Dawood,Jild 3,Bab 485,Hadees 1513,Safa 550)
.
Madani Aaqa Sallalaho Alayhi Wasallam ki Aadate kareema thi ki
aap bure nam badal diya karte the.

(Tirmizi sharif Jild 2,Bab 335,Hadees 746,Safa
301,Abu Dawood,Jild 3,Bab 486,Hadees 1517,Safa 551)
.
Hazrat Abdullah ibne umar radiallaho anho se riwayat
hai ki Madani Aaqa Sallalaho
Alayhi Wasallam ne irshad
farmaya

Allah ta’ala ko tamam namo me se Abdullah aur Abdurrahman subse jyada pasand hain.
.
(Abu Dawood,Jild 3,Bab 485,Hadees 1513,Safa 550)

Será el día en que el injusto se morderá las manos y dirá: ¡Ojalá y hubiera tomado un camino junto al mensajero! ¡Ay de mí! Ojalá y no hubiera tomado a fulano por amigo! Me extravió del recuerdo después de haberme venido.
El Shaytán es para el hombre una decepción. (25:27-29)

Baap Ke Samne NAZAR Jhuka Kar Rakho, Taaki Allah Tum Ko Duniya Me BULAND
Kare”.
“Baap Ki BAATE Gour Se Suno, Taaki Dusro Ki Na Sunni Pade”.
“Baap Ka EHTIRAAM Karo, Taaki Tumhari Aoulad Tumhara Ehtiram Kare.”.